Hello Friend,Aaj Mai Aapko Batane Wale Hu Android Phone Se Picture Ka Background Blur Kaise Kare.Mai Aapko Picart se Picture Editing Ke Bare Me Maine Apko Bhut sari Post Share Kiya Tha.Picture Ka Background Blur Karne Se Picture Ki Quality Kafi Acchi Lagti Hai.Aap Bhut Sare HD Picture Ko Dekhe Honge Jiska Background Blur Kiya Hota Hai, Our Only Picture Ke Face par blur Nhi Hoti Hai To Is Type Ki Picture Dekhne Me Kafi Accha Lagta Hai.
Picture Ka Background Blur Karne Ke Bhut Sare Software Hai, But Mai Aapko Picsart Se Picture Ka Background Par Blur Kaise Kiya Jata Hai Iske Bare Me Batane Wale Hai. Picsart Picture Editing Ka Bhut He Accha Software Hai Jo Android Phone Me Use Kiya Jata Hai. Picsart Se Picture Kaise Edit Kiya Jata Hai Maine Iske Bare Me Already Bhut Sari Post Kar Chuka Hu.To Chaliye Dekhte Hai Android Phone Ki Picture Ka Background Blur Kaise Karte Hai.
Picsart Se Picture Ka Background Blur Kaise Kare
1. Yaha Aap Effects Ka Option Par Click Kare.
Step 2. Effect Par Click Karne Ke Bad Aapke Samne Bhut Sare Option Aayega.
1. Ab Blur par Click Kare.I Hope Dosto Aapko Meri Picsrat Picture Editing Ki Ye Post Kafi Pasand Aayi Hogi.Agar apko Meri Post Acchi Lagi Ho To Hame Comment Karke Jarur Bataye.Agar aapko Picture Editing Ko Lekar Kuch Bhi Problem Hai To Aap Hamse Comment Karke Jrur Puche,Our Is Post Ko Apne Dosto Ke Sath Share Kare.
0 Comments