Computer Se Picture Ko Blur Kaise Kare 3 Methord

 Aaj Mai Aapko Batane Wala Hu Computer Se Picture Par Blur Kaise Karte Hai.Aaj kal Bhut sare log Picture editing Karna chahte hai, Aur Bhut Sare picture Editing Me Famous Bhi Hai.Agar Aap bhi Picture/Image editing ko lekar search kar rahe hai To Aapke liye ye sabse accha topic hai. Maine Bhut sare picture editing tricks,Our Video Editing ke bare me post share kiya hu.

Picture-Par-Blur-Kaise-Kare

Mujhe Picture Edit karna,Our Video edit karna bhut pasand hai.Mai aapko bhut sare picture editing ko lekar new new post aapke samne share karunga.Agar aap kisi bhi Picture par blur karna chahte hai to aapko ek software ko download karna hoga.Mai aapko computer se Kisi Picture Ko blur kaise karte hai iske bare me batane wala hu.


Picture blur karne ke bad hmara Picture  dekhne me accha lagta hai.Bhut sare Picture edit karne wale apne picture par blur tools ka istmal karte hai,Jisse uska picture dekhne me kafi clera lagta hai.Aap blur ka istmal kar aap image ke background ko dundla bana sakte hai,Jisse aapke image ke face dekhne me clera lagega our baki ka background blur.Isse aap ek oil paint ki ki tarah istmal kar sakte hai.To Chaliye dekhte haiPicture Par Blur Kaise Karte Hai.

Picture Par Blur Kaise Kare


Image ko blur karne ke liye aap sabse pahle photoscape software ko download kare.Photoscape se aap kisi bhi image par blur kar sakte hai,Is software ke bhut sare use hai jiske bare me mai aapko next post me bataunga.

Step 1. Photoscape download karne ke bad aap ise install kar open kare.

Step 2. Open karne ke bad aap jis image ko blur karna chahte hai use drag kar open kare.

Computer Se  Picture Ko  Blur Kaise Kare



1. Filter Par Click Kare.
2. Ab Blur ke option par click Kare.

Step 2. Ab aapke samne blur Ka Ek Window Open Hoga.

Computer Se  Picture Ko  Blur Kaise Kare



1. Yaha Aap Apne Hisab se lavel ko badhaye.Aap Jitna Jaida Badhate Hai Image Utna Jaida Blur Hota Jayega.
2. Aap Aap Preview Par Click Kar Image Ka Live Priview Dekh Sakte Hai.
3. Ok Button Par Click Kare.

Methord 2


Step 1. 

Picture-Par-Blur-Kaise-Kare

1. Filter Par Click Kare.

2. Region (Out Of Focus) Par Click Kare.

Step 2. Ab new Window Open Hoga.

Computer Se  Picture Ko  Blur Kaise Kare



1. Blur Par Click Kare.
2. Star ko waha drag kar rakhe jaha aap image ko blur karna chahte hai.
3. Lavel ko apne hisab se set kare.

Snagit Se Image Ko Blur Kaise Kare

Agar aapke pass Snagit software hai to aap isse bhi image par blur kar sakte hai .

Step 1. Snagit software ko open kar.image ko drag kar open kare.

Picture-Par-Blur-Kaise-Kare

1. More Option Par Click Kare.
2. Blur Par Click Kare.
3. Ab Yaha se Blur ko select kare.
4. Yaha se aap blur ko our bhi dark kar sakte hai.

To Is Tarah Aap Image Par Blur Kar Sakte Hai.I Hope Aapko Meri Post Jarur Pasand Aayi Hogi,Agar aapko Meri Post Pasad Aayi Ho To Comment Kar Jarur Bataye.

Post a Comment

0 Comments