Hello Dosto,Aaj Mai Aapko Batane Wala Hu Wapka Website Ke Folder Ka Colour Kaise Change Kare.Aapne Dekha Hoga Jab Aap Wapka Par Song Upload Karne Ke Liye Folder Banate Hai To Wo Lagbhag Blur clour Ki Ban Jati Hai.Agar Aapko Blur Colour Pasand Nhi Hai,Agar Aap Wapka Folder Ko Khud Se Design/Change Karna Chahte Hai To Aap Bilkul Kar Sakte Hai.
Folder Clour Change Kar Ham Apni Website Ko Apne Hisab Se Design Kar Sakte Hai,Jisse Folder Ka Look Dekhne Me Kafi Accha Lagega.Aap Wapka Ke Folder Ko Aram Se Clour Kar Sakte Hai,Iske Liye Aapko Kisi Tarah Ka Code Ki Jarurat Nhi Padegi.Mai Aapko Aisa Tarika Batane Wala Hu Jisse Aap Wapka Website Ke Folder Ka Clour Change Kar Sakte Hai.
Wapka Website Me Folder Ka Colour Kaise Change Kare
Agar Aap Wapka Website Me Folder Ka Colour Change Karna Chahte Hai To Aap Wapka.com Se Apna website Login Kare Our Hamari Step Ko Follow Kare.
Step 1. Sabse Pahle Aap Wapka.com Se Aapna Website Login Kare.
Step 2. Ab Apne Website Par Click Kare.
Step 3. Ab Sabse Upar Admin Mode Par Click Kare.
Step 4. Ab Aapke Samne New Page Ka Option Aayega.
1. New Page Par Click Kare.
2. Wap2 Ko Select Kare.
3. Add Par Click Kare.
Step 5. Ab Aap classes Setting Par Click Kare.
Step 6. Ab Yaha Par Aapko Folder Ke Option Par Click Karna Hai.
Step 7. Ab Aap Basic Setting Par Click Kare.
Step 8. Ab Aapke Samne Ek Page Open Hoga.
1. Yaha Par Aap Folder Ko Jaisa Colour Karna Chahte Hai Wo Likhe.
2. Edit Class Par Click Kare.
Ab Aapke website Me Folder Ka Colour Change Ho Chuka Hai.Is Tarah Aap Wapka Website Me Folder Ko Apne Pasand Ke Hisab Se Colour/change Kar Sakte Hai.
Agar Aapko Meri Post Pasand Aayi Ho To Hame Comment Karke Jarur Bataye.
0 Comments